नमस्ते फ्रेंड आज हमारे पास आपके लिए बॉलीवुड एक्टर इमरान हाशमी से जुड़े काफी सारे रोमांटिक कोट्स, शायरी और स्टेटस है जो कि आपको काफी ज्यादा पसंद आने वाले है। हम आपको बता दे की इमरान हाशमी एक बॉलीवुड एक्टर है और अबतक काफी सारी फिल्मो में काम कर चुके हैं जैसे कि आवारापन, जन्नत, अज़हर, गैंगस्टर और घनचक्कर जैसी काफी सारी फिल्मों में काम कर चुके हैं। हम आपको यह भी बताना चाहते हैं की इमरान हाशमी असल जिंदगी में काफी अच्छे इंसान है। लेकिन बॉलीवुड मूवी में उनके किरदार कुछ अलग तरह के दिखाई देते हैं।
Guru Randhawa Shayari Status Quotes Dialogues in Hindi
आज आपको हमारे इस आर्टिकल में इमरान हाशमी से जुड़े काफी सारे रोमांटिक शायरी देखने को मिल सकती है जिनको आप व्हाट्सएप स्टेटस पर आसानी से अपलोड कर सकते हैं। या फिर अपने फेसबुक स्टोरी में भी ऐड कर सकते हैं। आपको बता दें कि आज इमरान हाशमी के उतने ही फैन है जितने की दूसरे एक्टर के होते हैं। अगर हम इमरान हाशमी के जन्म के बारे में बात करें तो इनका जन्म 24 March 1979 को हुआ था और यह शुरुआती दिनों में असिस्टेंट डायरेक्टर का काम किया करते थे। 2004 में इन्होंने अपने आप को 1
काबिल एक्टर साबित करके दिखाया था।
READ ALSO – Shammi Kapoor Dialogues Quotes Shayari in Hindi
आज आपको हमारे इस आर्टिकल में इमरान हाशमी के शायरी के साथ साथ 30 सेकंड वाला व्हाट्सएप स्टेटस भी देखने को मिल सकता है। इन सबके अलावा आज आपको इमरान हाशमी के ऊपर कोट्स भी देखने को मिल सकते हैं। इसके अलावा बॉलीवुड एक्टर इमरान हाशमी के जुड़े उनकी फिल्मों में डायलॉग भी देखने को मिल सकते हैं। और अगर आप इमरान हाशमी के फैन है तो हमारे इस आर्टिकल को लाइक, शेयर और कमेंट जरूर करें। और हमारी हिंदी वेबसाइट पर आने के लिए धन्यवाद।
READ ALSO – Kangana Ranaut Dialogues Quotes, Status, Shayari in Hindi
Emraan Hashmi Best Dialogues, Quotes For WhatsApp Status
“Aadmi tabhi bada banta hai … jab bade log usse milne ka intezaar kare”
“Joh aadmi limit mein rehta hai … woh zindagi bhar limit mein hi reh jaata hai”
“Zindagi ho toh smuggler jaisi … sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar”
“Haarne ka darr aur jeetne ki umeed … in dono ke beech joh ek tension wala waqt hota hai na … kamaal ka hota hai” – Jannat
“Aaj ka kaam kal par chhodonga … toh aaj bura maan jayegaa”
“Raaste ki parwah karoonga toh … manzil bura maan jayegi”
“Ek awaaz hai joh mere kano mein goonjti rehti hai … ek chehra hai joh meri aankhon ke samne baar baar aa jata hai … mere dil ka sukoon thi woh”
“Maine maut ko bahut kareeb se dekha hai … kisi aur ki zindagi ke liye marna hi meri manzil hai”
Check: Shahrukh Khan Dialogues for WhatsApp Status
“Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi … aur tumne sudhaarna shuru kar diya” –
“Jinke apne sapne poore nahi hote na … woh doosron ke sapne poore kartein hai” – Awarapan
“Joh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai” – Jannat
“Khiladi khel kheltein hain … aur main khiladiyon se khelne laga hoon” – Jannat
“Main raaste badalta nahin hoon … raaste banata hoon” – Jannat
“Joh bistar pe zabaan dete hai … woh aksar badal jaate hai”
“Joh soochta hai … woh zindagi bar soochta hi reh jaata hai” – Jannat
“Log apni zindagi banate hai … main apni jannat banata hoon” -Janat
“Jeb khali ho tabhi toh sapne dekhne chahiye” – Jannat
“Yeh umar sudharne ki nahi … bighade ki hai”
“Mujhe jannat mein jagah nahi chahiye … mein bas is ladki ko is jahannum se bachane aaya hoon” -Awarapan
“Cricketer aur film stars mein zyada farak nahin hota … dono ki jawani khatam … to kahani khatam” – Jannat
“Jinke paas dost kam hote hai na … woh amir nahi hote”- Azhar
“Sikka dono ka hota hai, heads ka bhi aur tails ka bhi … par waqt sirf uska aata hai joh palatkar upar aata hai” – Azhar
“Upar waala bhi full maaze leta hai … joh chahiye aasaani se deta nahi … aur jisse door bhaago usse har modh pe aage khada kar deta hai” – Azhar
“Record 100 par banta hai … 99 par koi taali nahi bajata” – Azhar
“Cricket ho ya pyar … agar timing sahi nahi hai toh kuch nahi hai” – Azhar
“Galati toh hui thi mujhse … par galati manne ki ek aur galati karne ka mood nahi tha” -Azhar
“Dono hamare andar hai … achcha bhi aur bura bhi … yeh hamare upar hai, hum kisko chune aur kiska saath de”
“Kabhi kabhi insaaf karne ke liye nainsaafi karni padti hai”
“Mujhe samajh mein nahi aa raha hai ki main apni kismat pe hasun … ya tumhari taqdeer par roun”
“Insaan ka jab waqt achcha hota hai tab logon ko uske phatte kapde bhi stylish lagte hai … jab taste badalta hai tab wohi log uske kapde phadne lagte hai”
Conclusion
आज हमने इस आर्टिकल में इमरान हाशमी से जुड़े काफी सारे रोमांटिक कोट्स, शायरी और स्टेटस देखे जिन्हें आप ऑनलाइन सोशल मीडिया एकाउंट पर अप्लाई कर सकते हैं। इसके अलावा हमने यह भी देखा कि इमरान हाशमी का जन्म कब हुआ और इन्होंने अपने कैरियर की शुरुआत कब कहाँ और कैसे करि। जय हिंद।
READ ALSO – Sanjay Dutt Shayari Status Dialogues in Hindi